sp

Monday, February 29, 2016

Tag Archives: dhoka

Mila ke hath ik roz khud hi daman chura liya usne humse,
Wohi shakhs jo kabhi aaghosh mein sony ki zid kia krta tha
===============================
Tumhe maloom hai jaana k tum bhi Ek Qaatil ho,
Mere andar ka hansta hua insaan tumne maar dala ha
===============================
Wo mily ga to us sy poochin gay DOSTO
Kis kis ko abaad kiya hai mujhy barbaad kar k,,,,
===============================
Zamane bhar ney luta hai Faraz fareb-e-dosti day kr
agar tu saath day mera to sub se dushmani kr loon
===============================
Jab Laga Tha Teer Tab Itna Dard Na Huwa,
Zakham Ka Ehsas Tab Hua Jab Kamaan Dekhi Apnon K Hath Mai.
===============================
Kabhi to ki hogi suraj ne chand say mohabbat
Tabhi to chand mein daagh hay,
Mumkin hai ki chand ne ki hogi bewafai
Tabhi to suraj mein aag hay.
===============================
Chara ger cheekh uthey hosh na aaya pehron,,,
Mery seeny mein tera zakhm jo gehra dekha,,,,
===============================
Wo aay bhe meri kabar pe to raqeeb ke sath
Kon kehta hai ke musalmanon ko jalaye nahi jata..
===============================

No comments:

Post a Comment